larko ko bhi bewaqoof banati hain larkiya
har field mein to ab yeh agae he bari hain
har field mein he naam banati hain larkiya
aqal mein bhi in ka koi saani he nahi hai
duniya ko to bas ab chalati hain larkiya
kaam se bhagte hain
saray he larkay
gharo ka to boj bhi uthati hain larkiya
kisi se nahi kum hain muqable mae yeh
shiqast se bhi dochar karwati hain larkiya
bari he soft hearted hoti hain phool ki tarha
larko ki tarha zulm nahi dhati hain larkiya
ilzam logo ko deyna hai kaam larko ka
ous per khetay hain ilzam lagati hain larkiya
bhol jate hain yeh akel se paedal aik baat
saray jahan ka mostaqbil sawarti hain larkiya
larkiya hoti hain bohat haseen aur jamil
jalte hain khud aur khte hain jalti hain larkiya
taste hota hai gals ka bohat ucha aur ala
tum jasi surtoun pae kab marti hain larkiya
jin aur jalad se hote hain yeh larke
kainat ka to roop bas hoti hain larkiya
is BOARD k larko ko to bas hai yehi aik kaam
hir baat ka inki mahfum hoti hain larkiya
tum ko to demgh verse mae he nahi mila
demagh hai tabhi to fitnay phelati hain larkiya
na panga karo hum se yeh advice hai meri
warna to khub izat afzayi bhi karti hain larkiya
0 comments:
Post a Comment